About

My Name is Vivek Rohilla, I'm living in New Delhi. Shayari is my Hobby, My all Shayari are dedicated to someone very special to me. Here you find many types of Shayari like Love Shayari, Miss you Shayari, Dard Shayari, Funny Sms and many more.
If you want to share your shayari, just send me on comment.

e hënë, 28 prill 2008

Be jaan se moorath

Be jaan se moorath jaan ki thamanna karti hai..
Bus quaish ithni si hai ke pahle deedaar aapka ho.

By Fathima (Hyd)

e mërkurë, 19 mars 2008

Tere Bina Zindagi

Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi, shikwa nahi, shikwa nahi, shikwa nahi
Tere bina zindagi bhi lekin, zindagi, to nahi, zindagi nahi, zindagi nahi, zindagi nahi
Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi

Kaash aisa ho tere qadmo se, chun ke manzil chale aur kahi door kahi - 2
Tum gar saath ho, manzilo ki kami to nahi
Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi

Jee mein aata hai, tere daaman mein, sar jhuka ke ham rote rahe, rote rahe - 2
Teri bhi aankho mein, aansuo ki nami to nahi

Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi,
shikwa nahi, shikwa nahi, shikwa nahi
Tere bina zindagi bhi lekin, zindagi, to nahi,
zindagi nahi, zindagi nahi, zindagi nahi

Tum jo keh do to aaj ki raat, chaand doobega nahi, raat ko rok lo -2
Raat ki baat hai, aur zindagi baaki to nahi

Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi,
shikwa nahi, shikwa nahi, shikwa nahi
Tere bina zindagi bhi lekin, zindagi, to nahi,
zindagi nahi, zindagi nahi, zindagi nahi

e hënë, 21 janar 2008

Mat Intzar karvao hame Itna,
Ki waqt ke faisle par afsos ho jaye.
Kya pata kal tum laut kar aao,
Or hum sada ke liye khamosh ho jayein.

Hasin palo ko phir se abaad kar rahe the,
Chand se Aapki baat kar rahe the.
Dil ko bada sukun mila jaankar,
K Aap bhi hamein hi yaad kar rahe the.

Aaye Na agar Tumhe Yaad Hamari,
Ham Karenge Fariyad Tumhari.
Bewafa ho tum ye Na Kahenge Kisi se,
Kahenge Ki Kami Thi Wafa Me Hamari.

e mërkurë, 31 tetor 2007

Aaye Na agar Tumhe

Aaye Na agar Tumhe Yaad Hamari,
Ham Karenge Fariyad Tumhari.
Bewafa ho tum ye Na Kahenge Kisi se,
Kahenge Ki Kami Thi Wafa Me Hamari.

e martë, 30 tetor 2007

Some day when the pages....

Some day when the pages of my life ends....
I knew you well be one of its best chapter and if ever I get chance to read it again,
I well open it from the page where I met u

e enjte, 25 tetor 2007

Socha nahi accha bura...

Socha nahi accha bura, dekha suna kuch bhi nahi.
Manga khuda se raat din, tere siwa kuch bhi nahi.

e mërkurë, 24 tetor 2007

Yaad rukti nahi....

Yaad rukti nahi rok pane se,
Dil rukta nahi kisi ke samjhane se.
Ruk jaaygi dhadkan tumhe bhool jane se,
Hum tumhe yaad kerte hai jine ke bahane se.

e martë, 23 tetor 2007

I'm a paper

I'm a paper, You can write your feelings,
Scribe your anger, Use me to absorb your tears.
Don't throw me after use, But when you feel cold I will burn myself to warm you.

e premte, 19 tetor 2007

Nahi pata tha ki zindagi me aap sa bhi koi pyar aayega.
Lekin ager khuda ne bakshi zindagi dobara,
to aapki kasam wapis ye dil aapko hi chahega.

e shtunë, 13 tetor 2007

Dard mein bhi yeh lab muskura jaate hai
Beete lamhein hamein jab bhi yaad aate hai
beete lamhein..........

Chand lamhaat ke waste hi sahi
Muskurakar mili thi mujhe jindagi
Teri aaghosh mein din the mere kate
Teri baahon mein thi meri raate kati
Aaj bhi jab woh pal mujhko yaad aate hai
Dil se saare gamon ko bhula jaate hai
Dard mein bhi yeh lab muskura jaate hai
Beete lamhein hamein jab bhi yaad aate hai
Beete lamhein..........

Mere kaandhe pe sir ko jhukaana tera
Mere seene mein khud ko chupana tera
Aake meri panahon mein shaamo sehar
Kaanch ki tarah woh toot jaana tera
Aaj bhi jab woh manjar nazar aate hai
Dil ki viraaniyo ko mita jaate hai
Dard mein bhi yeh lab muskura jaate hai
Beete lamhein hamein jab bhi yaad aate hai
Dard mein.... beete lamhein..........

e premte, 12 tetor 2007

Rishto ki dori kamjor hoti hai,
Aankho ki baate dil ki or hoti hai.
Khuda ne jab bhi picha pyar ka matlab,
Hamari ungli aapki aur hoti hai.

e enjte, 11 tetor 2007

Hame aasko se jakhmo ko dona nahi aata,
Milti hai khushi to khona nahi aata.
Seh lete hai har gum haskar,
Aap smajhte hai hume rona nahi aata.

e martë, 9 tetor 2007

Feeling is a painting - never spoil it,
Face is a book - try to read it,
Love is precious - don't miss it &
Friendship is a mirror - never break it.